trick & gyan
Saturday, 22 October 2016
Saturday, 1 October 2016
Free internet on Aircel 3G 100% working
Apne free internet ke bare me to suna hoga aur shayd aapne kai trick aur apps bhi try ki hogi jinme se ho sakta h kuch hi log successful rahe ho free internet istemal karne me..
Share
Aaj me apko batata hoon ke kaise free me internet use kare...bahot hi asan aur simple tarike se
Requirements:- Android phone, Aircel 3G enabled sim, aur balance 0 (zero) hona chahiye
- Sabse pahle hame ek app download karni hogi IP TOOLS is app ko aap play store se download kar sate hai or Download From Here.
- Ab apne mobile ka data Aircel sim se on kare uske bad IP Tools app ko on kare
- Ip Tools ko open kare or settings me jakar port scanner par ok karkare
Port scanner par click karne par ye window opn hogiYaha par 127.0.01 ko rename karna hoga www.google.com seAur fir uper image me jo arrow dikh raha hai us par click karde uske bad ip tools app ko minimize kare aur free browsing ka maza lePlease apna Feedbak comment ke through zaroor de...Thank you
Saturday, 12 December 2015
How to call anyone in the world (free) without showing your mobile number
IIIss post me main aapko ek ayesi app ke bare me batane wala hoon jisse aap kisi bhi mobile ya landline par free call kar sakte hai wo bhi apna number show kiye bina
Download ke liye yaha click kare...
Note;- is app ko open karne par sigh up page me mobile number register na kare mobile number ki jagah aap registration ke liye Email ka istemal kare
Friday, 27 November 2015
Whatsapp group ke member list ko kaise increase kare
Aaj main apko batane wala hoon ke whatsapp ke group member ki list ko kaise increase kare.....
Supose aapke whatsapp group me 100 member already hai lekin aap us group me aur member bhi add karna chahte hai lekin whatsapp policy anusar ek group me sirf 100 member hi add kiye ja sakte hai
Lekin aap niche diye gaye steps ko follow karke is limit ko cross karke unlimited member add kar sakte hai.....
REQUIREMENTS
- Rooted android phone
- ES File explorer installed in your phone [ Download Link ]
- Latest Whatsapp version
Pahle ES File explorer install karke open kare Side-bar ko swipe karke use scroll up kare waha par root explore hoga jo ki off hai use on karde.......
Ise "On" karde
SD Card par click kare or device me jaye
Is tarha
Ab data par click kare ek bar phir data par click kare
Com.whatsapp folder par click kare or uske bad Shared_prefs me jaye
Ab "whatsapp_pref par click karke use open kare
Aur ab yaha par apko group member limit ko replace karna hoga
joki pahle hoti hai 100 lekin ab aap jinta chahe utne member ki limit de sakte hai
pahle ki limit
Ye jo uper ki image me "100" dikh raha hai use edit karke aap apne ability ke anusar change kar sakte hai
Jase ki maine yaha 5000 kar diye hai
Ab ise back key press karke save kar le
ayese
Iske baad aap apne mobile ki settings me jaye phir app me waha par whatsaap par click kare or force close kar de
Ab whatsapp ko open kare aur ek new group create kare waha appko 100 member ki jagah 5000 member add karne ki permission dikhegi.......
Sunday, 22 November 2015
Format Memory Card aur Deleted Whatsapp messages,Data kaise Recover kare Wo bhi bina Computer ke
Agar apki memory card format ho gayi hai ya galti se kuch delete ho gaya hai jaise photo vidios audio ya whatsapp messages Call history Sms viber messages aur aap unko wapas lana chahte hai So don't worry....main apko recovery ka ek asan tarika batata hoon bina PC ke...likin iske liye apka mobile Rooted hona chahiye
Root karne ke liye Yaha Click Kare...
Step 1
Download karni hogi ek app jiska naam hai UNDELETER
(Download Link...)
Step 2
App ko open kare open kare aur Next par click kare
Step 3
Next par click karne par Root permission deni hogi uske liye Allow par click kare
Step 4
Ab Restore type select karni hogi agar files restore karni hai to Restore file select kare
Step 5
Ab restore volume select karni hogi agar phone memory se restore karna hai to EXTERNAL STORAGE sdcard0 select kare
Memory card ke liye select kare EXTERNAL STORAGE sdcard1
Step 6
Ab select karna hoga Scan type...Agar apko sabhi type ki file restore karni hai to Journal scan par click kare
Journal scan par click karne par apki files restore hone lagegi
Step 7
Scanning complete hone par apko jo bhi file save karni ho unhe select kare aur Save par click kare
Congrats apki file wapas apke storage me agayi....isi tarah agar apko call logs,sms,whatsapp messages ya viber messages restore karna ho to restore type "Data Restore" select kare
Aor jo steps upar diye gaye hai unhe follow kare
Is Website ki App Download karne ke liye Yaha Click Kare...

Saturday, 21 November 2015
Android phone ka Font Style kaise change kare
Agar aap apne mobile ke default font style se boar ho gaye hai to aaj main aapko font change karne ka tarika batane wala hoon
Mobile font chage karne ke liye phone "root" karna bahot zaroori hai
Root karne ka tarika janne ke liye Yaha Click Kare
Ab download karni hogi ek app jo Hifont
Hifont download from Play Store...
Hifont download from Direct Link...
Is app ko download karne ke baad install karle aur open kare
App open hone par homepage aisa dilhega isme bahot se font style kisi ek par click kare
phir download par click kare
dawnload par click karne par root access ka ek message flash hoga waha apko allow par click dena hoga...
is tarah
downloading complete hone par Use par click kare

use par click karne par ek Note flash hoga "do you want to apply this font?
yaha apko OK par click dena hoga
aur phir Reboot now par click kare
Apka phone off hoga aur phir apne aap on bhi ho jayega....lekin jab on hoga tab apke font ka style changed hoga
Is Website ki App Download Karne ke liye Yaha Click Kare...
Subscribe to:
Posts (Atom)