Aaj main apko batane wala hoon ke whatsapp ke group member ki list ko kaise increase kare.....
Supose aapke whatsapp group me 100 member already hai lekin aap us group me aur member bhi add karna chahte hai lekin whatsapp policy anusar ek group me sirf 100 member hi add kiye ja sakte hai
Lekin aap niche diye gaye steps ko follow karke is limit ko cross karke unlimited member add kar sakte hai.....
REQUIREMENTS
- Rooted android phone
- ES File explorer installed in your phone [ Download Link ]
- Latest Whatsapp version
Pahle ES File explorer install karke open kare Side-bar ko swipe karke use scroll up kare waha par root explore hoga jo ki off hai use on karde.......
Ise "On" karde
SD Card par click kare or device me jaye
Is tarha
Ab data par click kare ek bar phir data par click kare
Com.whatsapp folder par click kare or uske bad Shared_prefs me jaye
Ab "whatsapp_pref par click karke use open kare
Aur ab yaha par apko group member limit ko replace karna hoga
joki pahle hoti hai 100 lekin ab aap jinta chahe utne member ki limit de sakte hai
pahle ki limit
Ye jo uper ki image me "100" dikh raha hai use edit karke aap apne ability ke anusar change kar sakte hai
Jase ki maine yaha 5000 kar diye hai
Ab ise back key press karke save kar le
ayese
Iske baad aap apne mobile ki settings me jaye phir app me waha par whatsaap par click kare or force close kar de
Ab whatsapp ko open kare aur ek new group create kare waha appko 100 member ki jagah 5000 member add karne ki permission dikhegi.......
2 comments:
Thank uhh very much.......
wowww.......its working brooooo
Post a Comment